In this blog you can find anything what you want, so Friends be ready to scroll the whole world amazing facts, and their whole things which you want to know in a shocking way.

Top 10 Amazing Facts About Stephen Hawking



Stephen Hawking Facts

Top 10 Amazing Facts About Stephen Hawking In Hindi

1. About Birth

Hawking ka janam 8 jan 1942 ho hua tha, Jo ki Galileoss- The Great Inventor ki 300th death anniversary thi.

2. About School Life

Jab veh 9 saal ke the, tab school me unke teacher unhe worst student maante the. Lekin ab unke teacher yahi maante hai ki ve Genius hai aur apne talent se future me world ko aur jyada shock karenge.

3. Nickname

Hawking ka nick name "Einstein" tha.

4. Doctor Gone Wrong On His Assumption

Jab Hawking 21 ke the, tb unhe Lou Gehrig's aur  amyotrophic lateral sclerosis naam ki bimari thi. Doctor ne yahi kaha tha ki ve ab kuch samay hi jee payenge lekin amazingly vo abhi 70 saal ke hone ke baad bhi jee rahe hain.

5. After Having Paralyzed

Stephen Hawking completely paralyzed hai fir bhi ve abhi vichar ko Speech Generating Device ki madad se bata sakte hain. Ve abhi bhi ek minute me 15 words tak apni baate samajha sakte hain.

6. Before Having Paralyzed

Unki Bimari se pehle, ve Oxford Rowing ke ek most important member the. Unke dedication aur perfection ne unko bhot hi popular bana diya. Unke fellow boatman ne unka naam "the adventurous type' rakha tha.

7. Written A Book

Hawking ne ek Children book bhi likhi thi jiska naam inhone "George's Secret Key to the Universe" rakha tha.

8. About Married Life

Hawking ki shadi 2 baar huyi aur dono baar unka Divorced ho gaya.

9. Also Known As Sense Of humour

Hawking ek famous physicist hain. Isi ke sath ve excellent sense of humour ke naam se bhi jaane jaate hain.

10. President Obama Award

Amerika ke Presedent Obama ne 2009 me Hawking ko Medal Of Freedom ke liye award diya tha.

Stephen hawking ko abhi tak koi Nobel Prize nahi mila, lekin unko abhi tak ye award mile hai:
  • PhD (1966)
  • Adams Prize (1966)
  • FRS (1974)
  • Eddington Medal (1975)
  • Heineman Prize (1976)
  • Hughes Medal (1976)
  • Albert Einstein Award (1978)
  • CBE (1982)
  • RAS Gold Medal (1985)
  • Paul Dirac Medal (1987)
  • Wolf Prize (1988)
  • CH (1989)
  • Prince of Asturias Award (1989)
  • Lilienfeld Prize (1999)
  • Albert Medal (Royal Society of Arts) (1999)
  • Copley Medal (2006)
  • Presidential Medal of Freedom (2009)
  • Fundamental Physics Prize (2012)
  • FRSA


0 comments:

Post a Comment

Tags

Blog Archive