In this blog you can find anything what you want, so Friends be ready to scroll the whole world amazing facts, and their whole things which you want to know in a shocking way.

Top 22 Amazing Fact About Human Brain In Hindi

Human brain ke baare me kya kahe, ye toh god ka diya aisa gift hain jise jitna samajhne ki koshish karo utne hi ulajte jaate hain. Chhota sa but body ka sabse important part brain kya-kya kar sakta hain iska andaza laga paana impossibe hain.

Aaj iss post me usi ke baare me facts bataye gaye hai, jo aapko sochne par majboor kar denge. Ye facts ise pahle naa aapne kahi padhe honge aur naa kahi sune honge. Toh friends aaiye jaante hain kya hain wo instrusting facts.


Top 20 Amazing Facts About Human Brain


human brain facts

22. Human brain computer se bhi jyada speed me response karta hain.

21. Body ke hisaab se human brain baaki sab se jyada bada hota hain, animal me brain ki size choti hoti hain.

20. Brain me pain ki koi puls nahi hoti isliye brain pain feel nahi kar sakta.

19. Human brain 5 year ki age tak 95% tak badh jaata hain. Baaki ka 5% 18 year ki age tak badhta rehta hain.

18. Brain ka 75% part water se bana hota hain.

17. Jab aap jaag rahe hote hai, tab aapka mind 10-23 watt ki light chodta hai, jisse light bulb jala sakte hain.

16. Jo bache 5 year ki age se pahle 2 language sikhte hain unke mind ka shape thoda change ho jaata hain.

15. Padhne aur jyada bolne se mind jaldi develope hota hain.

14. Jab hum kisi ka face dhyaan se dekhte hai, tab mind ka right part work karta hain.

13. Body ke right wale part ko mind ke left part se or left part ko mind ke right part se controle kiya jaata hain.

12. Per day kisi bhi insaan ko lagbhag 60,000 thoughts aate hain.

11. Smile karte time mind ke 5 part ek sath work karte hain.

10. Mind ka weight or size mind energy par koi effect nahi karta, because albert einstein ka mind 1230 gram ka tha jo normal human se bahut kam tha.

9. Live mind bahut hi soft hota hai, jise knife se kaat bhi sakte hain.

8. Mind me 1,00,000 mile ki red blood pulses hoti hain.

7. Insan ke marne ke baad bhi 5-6 minutes tak mind kaam karna chalu rakhta hain.

6. Humare mind me newrone ki counting 100 billion hoti hai, jitne space me star hote hain.

5. Space ka sabse complex part human mind hota hai, jise koi bhi aaj tak samajh nahi saka.

4. Body ka sabse jyada fat wala part mind hain.

3. Male and female ke mind ka shape alag-alag hota hain.

2. Mind ka 40% grey aur 60% part white hota hain.

1. 30 year ki age ke baad mind sikudne lagta hain.

Friends "Top 22 Amazing Facts About Human Brain In Hindi" aapko humara ye article kaisa laga hume comment karke btaiye aur ise social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare Thankyou.

1 comment:

Tags

Blog Archive