In this blog you can find anything what you want, so Friends be ready to scroll the whole world amazing facts, and their whole things which you want to know in a shocking way.

Top 10 Amazing And Shocking Facts About Google In Hindi


Google search engine ke baare me kon nahi jaanta, internet ka dusra name hi google hain. Jaise sim ke bina mobile adhura hota hai vaise hi google ke bina internet adhura hain. Google ke baare me aise fact hain jise aap sabhi jarur janana chahenge.

Iss post me isi ke baare me hai ki google ko sabhi jaante hai but iske baare me kuch aisi baate hain jise koi nahi jaanta. Toh aaiye jaante hai kya hai wo instructing facts.

google facts

10. Google Name

Google ka name spelling me mistake ki vajah se rakha gya. Google ka name pahle "Googol" rakhna chahte the baad me change karke google rakha gya.

9. Per Second Search

Google par per second me 60,000 keywords search hote hain, and per year 209512312145353 keywords search hote hain. ismese 25% aise new keywords hote hain jo google me pehle search nahi kiye gye.

8. 200 animal work in google

Aap soch rahe honge animal kaise work karte honge google me ? Iska answer hai ki google office ke laun ki grass kaatne ke liye machines nahi lagayi because isse aawaj aati hain or employee ko problem hoti hain work karne me.

7. Google result

Google me search kiye question ka answer karne ke liye 200 se jyada baato ka dhyaan rakha jaata hai fir google result show karta hain.

6. Google Income

Google free me result show karta hain or gmail ke sath-sath har service free me provide karwata hain. Google sirf advertisement se kamai karta hain.

5. Search policy

Google ko kisi bhi browser me search karne ke liye agar aap number 466453 type karte hain fir bhi google open hota hain, mobile me keypad se google type karne ke liye yahi number type karne hote hain. Aisa isliye hota hain because google ne ye domain kharid liya hain.

4. Per second income

Google par per second 50,000 INR(Indian Rupees) kamai karta hain. Is hisaab se per day 5 billion kamai karta hain.

3. Google map

Google ne map me street view show karwane ke liye 80 lakh 46 hazar km road ki photos li huyi hain.

2. Google buy company

  • Google ne 2010 ke baad per week 1 company kharidi hai ye processing ab tak continue hain.
  • Youtube ko 2006 me google ne youtube kharida jis par per minute 60 gante ke videos upload hote rehte hain.
  • Google ne operating system Android kharida hai, jo aaj 80% smart phones user iska use karte hain.

1. Google storage

Google ki data save karne ke liye 100 million Gb ki capicity banai hui hain. Itna data apne paas save rakhne ke liye 1 Tb ki 1 lakh hard disk ki jarurat padti hain.

Toh ye the kuch Google ke Top 10 Amazing Facts. Agar aapko ye post pasand aayi hai, toh comment, share aur blog ko subscribe jarur kare.

0 comments:

Post a Comment

Tags

Blog Archive