In this blog you can find anything what you want, so Friends be ready to scroll the whole world amazing facts, and their whole things which you want to know in a shocking way.

Top 10 Amazing And Shocking Facts About China In Hindi


"Vaan li Chaang Chang" means Great Wall Of China ki baat aate hi brushli, Karate, aur vaha ki amazing language Mandarin ka khayal aata hain. Duniya bhar me copy right product banane wale country China me aisi deewar hai jise aaj tak koi aur country nahi bana sakti.

Vaise toh aapne china wall ke baare me suna hoga lekin is post me china wall ke baare me 10 facts diye gye hai, jise aapne naa kahi sune honge na kahi padhe honge. Toh friends, aaiye jaante hai kya hai wo insteresting facts jo aapko kar denge shocked.

The Great Wall Of China Facts

Top 10 Amazing And Shocking Facts About China


1. China Wall Kisne Aur Kab Banayi

China ki big wall ko china ke alag-alag king ne 5th century se 16th century banavaya. It means 1600 saal is china wall ko banvane me lage.

2. China Wall Kyu Banayi Gyi Thi

Alag-alag Raajao dwara apne desh ki raksha (Security) ke liye aur nigrani rakhne ke liye iss deewar ko banaya gya tha. Iske alawa transport ke kaam me bhi iss deewar ka use hota rehta hain.

3. China Wall Kisse Banayi Hui Hain

Iss China Wall ko patthar (Stone) aur mitti (Soil) se banaya gaya hain. Jo aajtak original condition me hain.

4. China Wall Size

China wall 8848 km lambi hai, iski height 8-9 feet hain. Aur kuch jagah par height 35 feet bhi hain. Aur usi ke sath iski breadth itni hai ki 10 log ek sath chal sakte hain.

5. No. Of Peoples worked to Built China Wall

China wall banane me 20-30 lakh logo ne apni puri life tak kaam kiya tab jaakar china wall bani.

6. Shocking

Iss wall ko banane wale labour agar kaam karna band kar dete toh unhe bhi isi deewar me dafna diya jaata tha. Isiliye ise duniya ka sabse bada kabristan bhi kehte hain.

7. Attacks

Ye wall humesha safe nahi rahi hain. Kai baar  is par attack bhi huye aur bhott se Raaja maharajao ne ise todne ki bhi koshish ki hain. 1211 me Changej Khan The great wall of china ko todkar china gya tha.

8. Record

China wall ka naam bhot se world record me bhi shaamil hain. Jaise ise duniya ki sabse badi deewar, insaano dwara banayi first chiz jo space se bhi dikhti hai kaha jata hai etc.

9. Comparision

India me kumbhalgarh fort ki deewar hai, jo 588 guna The great wall of china se choti hain. But world ki second sabse badi deewar bhi Kumbalgarh ki hi hain.

10. Miracle

China ki ye deewar 7 ajoobo me bhi shaamil hain.

Friends agar aapko ye "Top 10 Amazing Fact About China In Hindi" ka article acha lga, toh ise social sites like google plus, facebook, twitter etc. par jarur jarur share kare. Aur usi ke sath is blog subscribe bhi jarur kare.

0 comments:

Post a Comment

Tags

Blog Archive