Top 10: Beauty Tips In Hindi
1.Face Saaf Rakhe (Beauty Tips)
- Aap kahi bahar jaate hai usse pehle face pe kuch na kuch lagakar hi jaate hain.
- Dust or polution se aapka face jyada kharab ho jata hain. Jab bhi hum bhar jate hai tb apne face pe cream lagi hone ke karan Dust jyada chipakti hain.
- Toh jese hi aap kahi bahar se aaye, first of all aate hi apne face ko acche se wash karle. Isse aapki skin se dust aur Gandagi saaf ho jaegi
SCRUB- Week me ek baar face scrub use karna hoga, Jisse face ki dead skin active ho jaegi. Scrub se Chehre ke black spot bhi clean ho jate hai aur sath hi isse accha glow bhi milta hain.
2. Face Pe Besan Ka Use Kare (Fairness Tips)
- Ek bada spoon Besan le aur isme thodi si Haldi mix karke pani milakar paste bana le.
- Face ko nal(tap) ke pani se wash kare. Aur gile face par ye paste lagakar kuch der ke liye chod de. Sukhne ke baad ise thande pani se wash karle.
3. Dudh(Milk) Se Face Kaise Gora Kare (Fairness Tips)
- Two Spoon kaccha dudh(Raw milk) le aur dudh ko rui(cotton) se apne face par dhire-dhire lagaye. Isse face pe lagi hue dust saaf ho jayegi.
- Agar aap rue ko dudh se bhigokar scrub karke nichode to aap dekhenge ki safed dudh kala ho jayega. Iska matlab ye hai ki Atmosphere se dust or gandagi ka face pe effect padta hain.
4. Joo (Barley), Nimbu Aur Gulab Jal Se Face Gora Kaise Kare (Beauty Tips)
- Joo ke aate(flour) me nimbu aur kuch gulab jal ki bundhe daal kar ek paste bana lijiye.
- Fir us paste ko apne chehre par lagakar thodi der sukhne de. Finally, apna chehra thande paani se dhole, aur acchi tarah saaf karle.
5. Tamatar (Tomato) Aur Dudh Ko Milaye (Fairness Tips)
- Ek tamatar ke ras ko 2 bade chammach(spoon) dudh ke sath mila le. Fir is mixer ko apne chehre par lagaye aur 10-15 min. tak chod de, fir chehra paani se dho le.
- Isse bhi chehra saaf hone ke sath skin ke dead cells nikal jaate hain.
6. Baadam Se Chehra Gora Kare (Fairness Tips)
- Agar aapke gar me baadam uplabdh hai toh use raat bhar pani me bhigo kar rakhe.
- Subah us baadam ko piskar usme kacche dudh(Raw Milk) ke 4 chammach(spoon) daal kar paste banaye. Fir use apna chehra gila kar lagaye aur sukhne ke baad thande paani se chera dho le.
7. Shehed (Honey) Se Skin Banegi Mulayam (Beauty Tips)
- Shehed ko kam se kam din me 2 baar sahi se chehre par ragdne se chehre ki skin soft aur khubsurat hoti hain.
8. Papite (Papaya) Ko Puri Body Par Lagaye (Beauty Tips)
- Pake papite ko chehre ke sath sabhi parts par lagane ke baad karib 1 gante tak lagaye rakhe.
- Sukh jane par body aur apne chehre ko dho le.
9. Gulab Jal Lagakar Paaye Gulabi Rangat (Beauty Tips)
- Gulaab Jal ko chehre par lagane se aap bhot hi kam waqt me apne chehre par Gulaabi Rangat laa sakte hain.
- Isliye Gulaab ki pattiyo ko pani me 24gante bhigo kar rakhe. Fir finally, usse din me 2-3 baar apna chehra jarur dhoye.
10. Cream Massage Kare (Fairness Tips)
- Chehre par nikhar lane ke liye cream lagaye aur upward circular movement main chehre ki masaaj kare.
- Isse apki skin main nikhar toh ayega hi aur skin ke dead cells bhi nikal jayenge.
Beauty Care Online
ReplyDeleteVerry nice photo and nice tips.
Hi I suggest you Best Beauty Tips In Urdu, Please Have a Look On these Beauty Tips. You Will Love The best :) tips Given on That Blog shared BY Late Apa Zubaida. These awesome Beauty Tips will Glow Your Face Colour Like a princess of Heaven.
ReplyDeleteSee Authenticate Beauty Tips Here also
very nice post i love it..
ReplyDeletethanks for sharing
Beauty write for us
Excellent information. Besan and milk are very effective.
ReplyDeleteFairness Tips In Hindi
Best Fairness Tips In Hindi
Benefits of Camphor
your blog gives information a bout all bridal makeup tips and gives update information to all beauty tips
ReplyDeleteBest Beauty parlour in vijayawada
makeup services in vijayawada
Nice post and some of these tips are helpful for me. For glowing skin and improving skin texture vegan collagen booster powder is so effective..must try.
ReplyDeleteVery Nice Information Sundarta Aisi Post Dalte Rahe...
ReplyDeleteBahut Hi Achhi jankari Nice
Business Sense Bro
https://healthacchi.com/benefits-of-clapping-health-and-mind/
ReplyDelete