Bill gates operating system windows or microsoft company ke founder hone ke sath sath world me sabse rich person bhi hain. Bill gates ka name aate hi sabse pehle unki total income ke baare me khyaal aata hai, jo har kisi ko sochne ko majboor kar deti hain.
Aise me har koi unke personal life ke baare me janana chahta hain isliye iss post me bill gates ke baare me amazing fact hain. Jo aap sab ko sochne par majboor kar denge.
About Bill Gates
28-oct-1955 me janme bill gates microsoft company ke founder and world's richest person hain. Aaj hum aur aap jo computer screen dekhte hai iske piche bill gates ki mehnat hain.Top 10 Amazing And Shocking Facts About Bill Gates
10. School Life
Bill gates ne school time me general electric ke liye ek program banaya tha jise tic-tac-toe game me computer rival ke roop me banaya gya hain.9. Programming Start
Bill gates ne computer programming ki shuruaat 13 year ki age se hi kar li thi.8. Collage
Bill gates ke paas college degree nahi hain. Bill gates ne college ( Howard university ) ki padhai bich me hi drop karke microsoft company banayi thi.7. Collection
Airplan collection ke alawa bill gates ke paas leonardo da vinci ke article collection bhi hain jise $30.8 million me kharida tha.6. Earning
Bill gates per second $250 kamate hain means per day $20 million indian rupees ke hisaab se 12054 rs. per second.5. Total Income
Bill gates pure world me sabhi ko 800 rupees de toh bhi unke paas 27,39,76,000 rupees bachenge jo bahut jyada hain.4. Money Compare
Michael jordan USA ke sabse mahenge player hain. Ve per month ki salary bachaye toh bhi bill gates jitna paisa jhutane me unhe bhi 277 saal lag jayenge.3. Shocking
- Bill gates ke $100 zameen par gir jaaye toh use uthane me jitna time lagega utne me wo usse double kama lenge.
- Bill gates ko ek country maan liya jaaye toh ve 37 ve number ki country maane jaayenge itne paise hain bill gates ke paas.
- Sabse shocking baat ye hai ki inke paas $72 million hai fir bhi ve apne bacho ko sirf $10 million hi denge.
2. Aim
30 year ki age me bill gates ka dream tha crorepati banna, ye baat alag hain ki uske agle saal hi ve arabpati ban gye.1. Per day
Bill gates per day 6 million dollar bhi kharch kare fir bhi apni puri property kharch karne me 100 saal lag jaayenge.Friends "Top 10 Amazing And Shocking Facts About Bill Gates In Hindi " ki post aapko kaisi lagi hume comment karke btaiye aur ise apne friends ke sath social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare Thankyou.
Bill Gates is one of the Richest American Businessman. I feel happy to read information about Bill Gates
ReplyDeleteApp nay Bill Gates kay baray main bohat achi information likhi hai ... apkay blog main aur bhi kaafi information hain jo ke main daily reading and vesting. app hamaray saite kay link ko bhi tora sa visit karain plz: Bill Gates
ReplyDeleteThis is truly inspirational. Thanks for sharing!! Latisse MD
ReplyDelete