89 country me product sale karne wali company Apple ka naam aate hi humari aankho ke saamne iphone ghumne lagte hain.
Apple world ki top company mese ek hain. Steve jobs ki company Apple ke product iphone, ipad, MAC etc hai, jise har inaan apni life me kharidne ka sapna jarur dekhta hain. Iski popularity ka andaaza isi baat se lagaya ja sakta hai ki apple ke product launch hone se pehle hi bikne start ho jaate hain. It means booking start ho jaati hain.
Apple company ke in sabhi product and popularity ke baare me toh aap sab jaante hain. Iss post me Apple company ke un facts ke baare me bataya gya hai, jise aapne naa kahi padhe honge naa kahi sune honge jise padhkar aap jarur shocked ho jaayenge, toh aaiye jaante hain kya hain wo shocking facts.
Top 10 Amazing Facts About Apple Company
20. Apple ki starting april fool day ke din huyi thi.
18. Kya aap jaante hain Apple me job karne wale 35% employee Indian hain.
17. Apple start karne ke baad kai saalo tak Steve ko loss hua. Aur iska reason ye tha ki Steve ya unke partner ke paas order pura karne ke paise nahi the.
16. Apple ko chalane ke liye aur order pura karne ke liye Steve Jobs ne apne favourite volkswagen bech di thi.
15. Apple company ne apne hi founder Steve Jobs ko baahar nikal diya tha, fir 1996 me waapis le liya tha.
14. Pure world me Apple ke total 83,000 employee hain.
13. Apple ke head quarter ke employee per year $125,000 kamate hain.
12. Apple per minute 300,000$ kamati hain.
11. 1991 me iphone ko part by part kharidne ke liye 3,560,000$ ka kharch aata tha.
10. Apple Company ke kaarn hi Steve Jobs 25 year ki age me Crorepati bane.
9. Iphone ko full charge karne par vo per year 0.25$ ki light use karta hain.
8. Apple computer ke paas baith kar smoking karne se iski warranty khatm ho jaati hain.
7. Apple iphone ke har advertise me 9.41 ka time show hota hain.
6. Apple ipad's ki dispaly Samsung company ne banayi hain.
5. America ki company apple ka 61% profit America ke baahar se hota hain.
4. Apple ki popularity ka andaza isi baat se lagaya ja sakta hai ki japan me ek aadmi 6 mahine tak iphone ke liye line me laga tha.
3. Apple app store me 60% app aisi hain jise 1 baar bhi download nahi kiya gya.
2. Apple Macbook ki battery gun bullet se bhi bach sakti hain because ye bullet proof hoti hain.
1. 2012 me start ke 3 month me company ne itne paise kamaye, jitne google, facebook, Amazon ki kamai ko milakar bhi pure nahi hote.
Most Shocking Fact - 2012 me Apple ne 40 million iphone beche the means 1,10,000 iphone per day, 4,583 iphone per hour, and 76 iphone per minute ye silsila pure saal chalta raha.
Friends "Top 10 Amazing Fact About Apple Company In Hindi" ka article accha laga toh isse social sites facebook, google plus par bhi jarur share kare aur sath hi blog ko bhi subscribe kare.
0 comments:
Post a Comment